Song Title

मन के दर्पण में Man Ke Darpan Mein Lyrics

Singer : Shriram Iyer
Lyrics : Sameer, Vijay Kalyanji Shah (Viju Shah)
Music : Vijay Kalyanji Shah (Viju Shah)
Label : Times Music

Man Ke Darpan Mein lyrics in Hindi and lyrics in English. The lyrics of the song is written by Sameer, Vijay Kalyanji Shah (Viju Shah) the singers of the song Man Ke Darpan Mein are Shriram Iyer and the music is composed by Vijay Kalyanji Shah (Viju Shah). Man Ke Darpan Mein is a song from the movie Yun Hota Toh Kya Hota: What If…? and The label and the original rights of the song belongs to Times Music

Man Ke Darpan Mein Lyrics in English :

Mann ke darpan mein dekhe
Hain kitne rang jeevan ke
Mann ke darpan mein dekhe
Hain kitne rang jeevan ke
Saat surr milke jaise
Sangeet mein dhale
Phool chun chun ke
Jaise gulshan koi khile
Mann ke darpan mein dekhe
Hain kitne rang jeevan ke

Pal mein baadal hain
Pal mein kirnen hain
Bhor hain saanjh hain kabhi
Ek pal mann niraash
Hai aas hain kabhi
Pal mein muskaan
Pal mein hairaan
Pyar hain darr hain kabhi
Log apane hain ek
Pal gair hai kabhi
Pal yeh kab jaane din bane
Jaane kaise din badle saal mein
Ungliyon pe gine agar
Yun toh saal bhi gujre hain kai
Pichhe mudd ke jo ek baar
Aaj bhi yaad hain sabhi
Yaadon ke saath
Khwaabon ke silsile chale
Beete har pal ke rang
Har khwaab mein mile
Mann ke darpan mein
Dekhe hain kitne rang jeevan ke
Mann ke darpan mein
Dekhe hain kitne rang jeevan ke

Bin ladakpan ke manchalepan ke
Kitne maasoom the sabhi
Ab hain afsos ke laut
Ke aayenge sabhi
Pal do pal ke hain saare ehsaas
Pal do pal ki hain zindagi
Rishten naaten bhi khel
Hain pal do pal ke
Behti nadiyan ki dhaar ke jaisi
Har khushi aani jaani hain
Saansen jab tak hain chal rahi
Dhadkanon mein
Jab tak rawaani hain
Ek roshan diye ke lau
Jaisi zindagi ki kahaani hain
Aandhiyon mein bhi
Zindagi ki yeh lau jale
Ley ki lay pe umra
Ki dastaan chale.

Man Ke Darpan Mein Lyrics in Hindi :

मनन के दर्पण में देखें
हैं कितने रंग जीवन के
मनन के दर्पण में देखें
हैं कितने रंग जीवन के
सात सुर्र मिलके जैसे
संगीत में ढले
फूल चुन चुन के
जैसे गुलशन कोई खिले
मनन के दर्पण में देखें
हैं कितने रंग जीवन के

पल में बादल हैं
पल में किरणें हैं
भोर हैं सांझ हैं कभी
एक पल मैं निराश
है आस हैं कभी
पल में मुस्कान
पल में हैरान
प्यार हैं डर हैं कभी
लोग अपने हैं एक
पल गैर है कभी
पल यह कब जाने दिन बने
जाने कैसे दिन बदले साल में
उंगलियों पे गिन अगर
यूँ तोह साल भी गुजरे हैं कई
पीछे मुड़ के जो एक बार
आज भी याद हैं सभी
यादों के साथ
ख़्वाबों के सिलसिले चले
बीते हर पल के रंग
हर ख्वाब में मिले
मनन के दर्पण में
देखे हैं कितने रंग जीवन के
मनन के दर्पण में
देखे हैं कितने रंग जीवन के
बिन लड़कपन के मनचलेपन के
कितने मासूम थे सभी
अब हैं अफ़सोस के लौट
के आएंगे सभी
पल दो पल के हैं सारे एहसास
पल दो पल की हैं ज़िन्दगी
रिश्ते नाते भी खेल
हैं पल दो पल के
बहती नदियाँ की धार के जैसी
हर ख़ुशी आणि जानी हैं
साँसें जब तक हैं चल रही
धड़कनों में
जब तक रवानी हैं
एक रोशन दिए के लॉ
जैसी ज़िन्दगी की कहानी हैं
आँधियों में भी
ज़िन्दगी की यह लौ जल
लेय की लय पे उम्र
की दास्तान चले.