Song Title

आप की आँखों में Aap Ki Aankhon Mein Lyrics

Singer : Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Lyrics : Gulzar
Music : Rahul Dev Burman
Label : Saregama

Aap Ki Aankhon Mein lyrics in Hindi and lyrics in English. The lyrics of the song is written by Gulzar the singers of the song Aap Ki Aankhon Mein are Kishore Kumar, Lata Mangeshkar and the music is composed by Rahul Dev Burman. Aap Ki Aankhon Mein is a song from the movie Ghar 1978 and The label and the original rights of the song belongs to Saregama

Aap Ki Aankhon Mein Lyrics in English

Aap ki aankhon mein
Kuch maheke hue se raaz hai
Aap ki aankhon mein
Kuch maheke hue se raaz hai
Aap se bhi khoobsurat
Aap ke andaaz hai
Aap ki aankhon mein
Kuch maheke hue se raaz hai

Lab hile to mogare ke
Phool khilte hain kahin
Lab hile to mogare ke
Phool khilte hain kahin
Aap ki aankhon mein
Kya saahil bhi milte hai kahin
Aap ki khaamoshiyaan
Bhi aap ki aawaaz hai
Aap ki aankhon mein
Kuch maheke hue se raaz hai
Aap se bhi khoobsurat
Aap ke andaaz hai
Aap ki aankhon mein
Kuch maheke hue se raaz hai

Aap ki baaton mein phir
Koi sharaarat to nahin
Aap ki baaton mein phir
Koi sharaarat to nahin
Bevaja taarif karna aap
Ki aadat to nahin
Aap ki badmaashiyon ke
Yeh naye andaaz hai

Aap ki aankhon mein
Kuch maheke hue se raaz hai
O aap se bhi khoobsurat
Aap ke andaaz hai
Aap ki aankhon mein
Kuch maheke hue se raaz hai.

Aap Ki Aankhon Mein Lyrics in Hindi

आप की आँखों में
कुछ महेके हुए से राज़ है
आप की आँखों में
कुछ महेके हुए से राज़ है
आप से भी खूबसूरत
आप के अंदाज़ है
आप की आँखों में
कुछ महेके हुए से राज़ है

लब हिले तो मोगरे के
फूल खिलते हैं कहीं
लब हिले तो मोगरे के
फूल खिलते हैं कहीं
आप की आँखों में
क्या साहिल भी मिलते है कहीं
आप की खामोशियाँ
भी आप की आवाज़ है
आप की आँखों में
कुछ महेके हुए से राज़ है
आप से भी खूबसूरत

आप के अंदाज़ है
आप की आँखों में
कुछ महेके हुए से राज़ है

आप की बातों में फिर
कोई शरारत तो नहीं
आप की बातों में फिर
कोई शरारत तो नहीं
बेवजह तारीफ़ करना आप
की आदत तो नहीं
आप की बदमाशियों के
यह नए अंदाज़ है

आप की आँखों में
कुछ महेके हुए से राज़ है
ो आप से भी खूबसूरत
आप के अंदाज़ है
आप की आँखों में
कुछ महेके हुए से राज़ है.